21/05/2020
20/05/2020
ढूढ़ना ही है तो..
रिश्तों में निखार सिर्फ हाथ मिलाने से नहीं आता...विपरीत हालातों में हाथ थामे रहने से आता है।
.
.
.
यूँ चेहरे पर उदासी ना ओढ़िये साहब...
वक़्त ज़रूर तकलीफ का है लेकिन कटेगा मुस्कुराने से ही।
.
.
.
दुनिया के सारे पैमाने उस वख्त बदल जाते है,
जब बात खुद के हक़ में नहीं होती है।
.
.
.
अँधेरे को अँधेरा नहीं सिर्फ रोशनी मिटा सकती है,
नफरत को नफरत नहीं सिर्फ प्यार मिटा सकता है।
.
.
.
.
जिंदगी का सबसे खूबसूरत पौधा विश्वास होता है,
जो जमीन में नहीं दिल में उगता है...।
.
.
.
इज्ज़त, सम्मान एक ऐसी चीज़ है..
जो जितना दोगे उससे ज्यादा पाओगे।
.
.
.
.
अफ़सोस करने से बढ़िया है,
कम से कम एक बार कोशिश जरूर करना।
Join-
https://www.facebook.com/ayush.jaiswal.3110
-------------------------------------------------
12/04/2020
प्रभु श्री राम से सीखना चाहिए
श्री राम जी से सीखना चाहिए-
1. सभी से हंसते-मुस्कुराते मिलना।
2 . लोगों के नामों को याद रखना और उन्हें, उन्हीं नाम से संबोधित करना।
3 . दूसरों की बातों को ध्यान और धीरज से सुनना।
4 . लोगों के प्रति सच्ची निष्ठा रखना।
5 . दूसरे व्यक्तियों को सम्मान देना।
6 . किसी को अपने विचार मनवाने के लिए तर्क और विवाद का सहारा नहीं लेना।
7 . उच्च आदर्श व सिद्धांत का पालन करने में हर कठिनाई को सहन करने के लिए तैयार रहना।
8 . दूसरे के विचारों और भावनाओं के प्रति सच्ची सहानुभूति रखना।
9 . दूसरे की दृष्टि से घटनाओं या वस्तुओं को देखने का प्रयास करना।
10.अपनी त्रुटि(गलती) को शीघ्र स्वीकार कर लेना।
11. दूसरे व्यक्तियों के विचारों के प्रति आदर की भावना होना।
https://www.facebook.com/ayush.jaiswal.3110
26/03/2020
Swami Vivekananda's Message-
If there is sin in the world it is weakness; avoid all weakness, it is sin, weakness is death.. And here is the test of truth-
Anything that makes you weak physically, intellectually and spiritually, rejects as poison, there is no life in it.
Join-
Ayush
20/03/2020
Tweets on #JantaCurfew
Kumar Vishwas-
आज प्रधानमंत्री @narendramodi ने समय की आवश्यकता के अनुसार देश को जागरूक व आसन्न चुनौती के लिए तैयार किया है ! लेकिन हम सब की भी ज़िम्मेदारी है कि एकमत होकर इस बेहद ज़रूरी #JantaCurfew का पालन करें व विश्व को बताएँ कि हमारे लिए राष्ट्रधर्म और मनुष्यत्व दोनों प्रमुख हैं🙏जयहिंद 🇮🇳
Richa Anirudh-
1. #JantaCurfew on 22/03 7am-9pm
2. Applaud all service givers on 22/03 5pm
3. Do not stock stuff. Buy only what is necessary
4. Spread the msg to 10 people
5. Dont deduct salaries of people unable to come for work 👍🏻👏🏼👏🏼
#PMModiOnCorona @PMOIndia @narendramodi @drharshvardhan
Ayushman khurana-
Request everyone to stay home and adhere to the #JantaCurfew on the 22nd of March from 7am to 9pm. Let’s all fight this together! @narendramodi #IndiaFightsCorona
Parneeti Chopra-
Our honourable Prime Minister @narendramodi ji has appealed for a #JantaCurfew on the 22nd of March - Sunday from 7am - 9pm.
I urge everyone to adhere to this in fighting this pandemic.
Mohammed kaif-
An important message from PM @narendramodi ji to the nation to fight against #CoronaVirus.
- #JantaCurfew to prepare us for upcoming challenges
- Avoid panic while buying essential supplies
It’s time we take responsibility for the well-being of our loved ones and fellow Indians
Akshay kumar-
An excellent initiative by PM @narendramodi ji...this Sunday, March 22 from 7 am to 9 pm let’s all join in the #JantaCurfew and show the world we are together in this. #SocialDistancing
Join -
Ayush
16/03/2020
Swayam Vichar Kijiye
वैसे तो ये comparison मुझे नहीं करना चाहिए फिर भी आपको करके बताते हैं।
हम छात्र किसी exam को निकालने के लिए पहले SYLLABUS देखते हैं, उसके बाद preparation करते हैं फिर जाकर exam देते हैं और उसका result आता है।
यही चीज़े कुछ लोग नेता बनने के लिए या चुनाव जीतने के लिए भी करते हैं।
बस इस प्रक्रिया में फर्क़ इतना होता है कि छात्र समाज को हानि नहीं पहुंचाते लेकिन ये नेता लोग समाज की शांति और भाईचारा निगल जाते हैं।
25/10/2018
PARENTS MUST DO THIS
16/04/2018
CONCEPT BEHIND RELATIONSHIP
15/04/2018
Justice For Asifa
Samaj ke every person ko morality ka path padha kar.
Social Sites se sabhi gandi cheejo ko hatakar.
Aisi sari aadatein jo burai ki or le jati hain uski counseling karwake ki use kaise hataya jaye.
Parents ko apne baccho ki har activities par dhyan dena padega.
Freedom of speech par thode aur restrictions laga ke.
Population ko kam karke.
Police Patrolling ke jariye.
Discipline ko follow karwake.
Mandir-Masjid, Hostel, School, Madarsa, Hotel, Restaurant, Park etc. Ki har mahine survey aur checking karwakar.
Leaders dwara aur chut-put neta logo ke dwara bhadkau bhasan ko ignore karke.
Desh Bhakti aur Sanskriti ke bare mein prachar-prasar karke.
Social media par hated post ko allow na karwake.
Social media ko adhar se link karwake.
News channel walo par restrictions impose karke ki ve aise news na dikhayein ki jisse logo ki bhavnayein aahat hon.. Aur bahut kuch.
12/04/2018
Disadvantages of Social Media
"Ati kisi bhi cheej ki buri hoti hai."
To aaiye aaj baat karte hain social media ke dwara ho rahe nuksan ki to aaiye shru karte hain..
Agar jyada nahi kewal 10 saal pahle aap pichhe jate hain to payenge ki Social media ka bus naam sunne mein aa raha tha eske bare mein hum jyada kuch nahi jante the lekin aaj social media ne as- FACEBOOK, WHATSAPP, INSTAGRAM, TWITTER, YOUTUBE, BLOG ,LINKEDIN Etc. ne sabki life mein dastak de dali hai vo bhi bahut andar tak.
aaj agar eske bina life ki baat ki jaye to jawab aayega ki bina social media ke life boring ho jayegi yah baat sahi lag sakti hai par aisa bilkul bhi nahi hai kyonki pahle ki life aur aaj ki life ko compare kiya jaye to pahle ki life jyada sukoon dene wali lagegi lekin samay ke sath cheeje badal hi jati hain aur hum jante bhi hain ki "Change is the law of nature" lekin es baat ka hume dhyan bhi dena hoga ki aane wali cheeje humare life ko kharab na karne payein.
Jyada ghumayenge nahi seedhe apko eske dwara ho rahe nuksan ya social media ke disadvantages ki baat karte hain-
- Privacy ka leak hona.
- Frustration.
- Ankho ka kamjor hona.
- chidchidapan.
- Socially inactive ho jana.
- Show off mein padna.
- Apne aapko compare karke pareshan hona.
- Kahne ke 5k friends par kisi se apnapan shayad mil jaye.
- Bad handwriting hona.
- Cheating.
- Misrepresentation.
- Fraud
- Affairs.
- Burai ki jad.
- Jo pass mein rahte hain unse na baat karke virtual logo mein busy rahna.
- Couples ko cheat karna.
- Family aur baccho par kam dhyan dena.
- Dispute between Husband and Wife.
- Selfie ke chakkar mein pal ko na jee pana.
- Parents ko time na de pana.
- Jhoot bolna.
- Padhai mein kamjor hona.
- Books se door hona.
- Likes ke chakkar mein time waste karna.
- Unralevent bato par comment bazi karna.
- Bhadkau post se unity ko todne ka kaam karna.
- Fake id banake dusre ko pareshan karna.
11/04/2018
Kab hoti hai 'TAKLEEPH'
10/04/2018
Selfie
Selfie lijiye, photo bhi lijiye koi buri baat nahi hai lekin baar-baar aisa karna sahi nahi hai.. Apne past ko aap yodon mein taja rakhne ke chakkar mein kahin na kahin aap apna present kharab kar de rahe hain.. Jo pal abhi chal chal raha hai vo beet jayega ye hum sabhi jante hain uske bavjood selfie aur photos ke chakkar mein hum apna keemti pal waste kar de rahe hain.
Selfie Jab Sukoon Ka Dushman Ban Jaye
Selfie lijiye, 📷 photo bhi lijiye koi buri baat nahi hai lekin baar-baar aisa karna sahi nahi hai.. Apne past ko aap yodon mein taja rakhne ke chakkar mein kahin na kahin aap apna present kharab kar de rahe hain.. Jo pal abhi chal chal raha hai vo beet jayega ye hum sabhi jante hain uske bavjood selfie aur photos ke chakkar mein hum apna keemti pal waste kar de rahe hain.
Hum dher sari selfies, photos, videos le lete hain aur baad mein delete bhi kar dete hain.. Jiska koi matlab nahi nikalta esliye kam selfie lijiye aur present ko jee lijiye jee bhar ke kyonki lakho rupaye kharch karke aap es pal ko vapas nahi pa sakte.
Jitna sukoon present ko mehsoos karke milta hai utna sukoon selfie lene se nahi mil sakta.
Aaj kal yadi hum kahin bhi jate hain to selfie aur videos banane ke chakkar mein kuch bhi samjh nahi pate aur hamara vahan jana bhi bekar ho jata hai kyonki hum baad mein khud ke hi dwara liye gaye videos ko nahi dekhte.
Main apne khud ke experience se bataon to hume apne aapko aajke gadgets se bachana chahiye kyonki ye hume apna gulam banate ja raha hai... Yahi kadva sach hai.
Facebook - https://www.facebook.com/ayushgupta640
06/04/2018
03/11/2017
Everyone is Unique | www.youtube.com/AyushJaiswal12 | Ayush Jaiswal |
Hello Dear Friends,
Aaj baat karte hain aise logo ki jo apne aapko kuch nahi samjhte, kahne ka matlab hai ki ve apne aapko Zero samjhte hai..eske pichhe ka karan hai; dusre logo se apne aapko compare karna.
Sabse pahle main yah bata doon ki es dhara par rahne wala har vyakti Unique hai kyonki uske andar athaah shakti viddyaman hai, bus vah use jaan nahi pata ya jaane ki kosis nahi karta hai. Vah sadaiv apne aap ko dusre se compare karta hai aur niras baith jata hai.
Dekhi-dekha dusro ke raste par chalne ki kosis karta hai aur jab nahi chal pata hai to rota hai, use yah nahi maloom ki uska rasta alag tha..vo kisi aur raste ke liye bana hai, agar yah baat use samjh aa jaye to vah sadaiv khus rahega.
Sabse pahli baat hum sabhi ko gaanth baandh leni hai ki koi bhi kaam dekha-dekhi nahi karenge kyonki ese kewal nirasa milegi.
For example aapko padhai mein kuch aur pasand tha aur apne dosto se apne aapko compare karke agar usi ke stream mein admission le liya to kya hoga, kewal nirasa hath lagegi kyonki aap kisi aur cheej ke liye bane the.
-To en sabhi cheejo se bachne ke liye apko bus itna karna hai ki apne aapko dusro se compare karna chhodna padega kyonki yadi kisi ko gaana gaane aata hai to dusre ko dance acche se aata hoga and vica-versa.
- Aap akele sab kuch nahi kar sakte esliye jaise ek motor-cycle mein har parts ka alag-alag use hai theek vaise aapka uday kisi aur cheej ke liye aur dusre ka uday kisi aur cheej ke liya hua hai, baki aap samjh rahe honge.
-Jis din aap apne aapko compare karne se bachne lagenge usi din se aap bahut khus rahne lagenge.
-Koi agar apne field mein accha kaam kar raha hai to uski tareeph kariye kyonki esse baad mein aapko bhi tareeph milegi aapke kaam ke liye.
-Aksar yah hota hai ki log yah soch karke apna man-pasand kaam nahi karte ki log kya kahenge to bhai aapko bata doon ki aise chaar log aapko hamesha aur har jagah milenge, yadi aap fail ho jate hain kaam mein tab bhi ve burai karenge aur saphal ho jate hain to bhi kamiyan nikalenge..esliye aise logo ke bare mein tanik na soche aur lag jayein apne talent ko bahar laane mein.
Dhanayaad!