23/10/2018

USE OF CAN, COULD, MAY AND MIGHT

USE OF CAN, COULD, MAY AND MIGHT

-YADI Sentence ke last mein main verb ke baad sakta hai, sakti hai aadi sabd aaye aur usme nishchitta ka bodh hota ho to 'CAN' ka prayog aur nishchitta ka bhav na aane par 'MAY' ka use sabhi subjects ke sath kiya jata hai.
         
          Yadi aise sentence past mein aate hon jaise sakta tha, sakte the athva sakti thi to can 'CAN' ki jagah 'COULD' aur 'MAY' ki jagah 'Might' ka use karte hain.
        
          Aur aise sentence ke future mein aane par jaise sakega, sakengi aadi sabd aane par use 'Present' mankar 'MAY' athva 'CAN' ka use kiya jata hai.
        
Simple Sentence-
subject+may, might, can or could + first form of main verb +object.

As- मैं यह किताब पढ़ सकता हूं।
      I may read this book.
    
Negative Sentence-
Subject+may not, might not, can not or could not+first form of main verb+object.

Join-
https://www.instagram.com/ayush_jaiswal_12


No comments:

Mivi Collar Flash Bluetooth Earphones. Fast Charging Wireless Earphones with mic, 24hrs Battery Life

https://amzn.to/3zRbxXu

Type..