22/09/2017

General knowledge and Fact Part 21 | Ayush Jaiswal |


General knowledge and Fact Part 21-


•Penguin ke pass pankh hote hain par ve ud nahi sakte.

•Penguin ki lagbhag 17 species payi jati hain.

•Penguin 15-20 year tak jeete hain aur ye pani mein apni saans 20 minute tak rok sakte hain.

•Blind logo ke liye 'Brail Lipi' ka aviskar Luis Brail ne kiya tha jinka janm 4 January 1809 mein hua tha.

•Year 1950 mein Supreme court ki asthapna ki gayi thi, us samay kewal 8 Judges the jo ki ab badhkar 31 ho gaye hain. Lekin 1950 mein es sheersh adalat mein lambit maamlo ki sankhya mushkil se 690 thi, jo 2016 mein badhkar 60 thousand se jyada ho gayi.

•Yadi America ke Rastrapati ko saal mein paune Chaar crore milte hain to Indian Prime Minister ko poore saal mein bus lagbhag 19 lakh milte hain.

•February 2009 mein California se WhatsApp ki shruaat hui.

•February 2014 mein Facebook ne WhatsApp ko 19 Arab dollar mein khareeda tha.

•Li kuaan you Singapore ke first Prime Minister the. 1959 se 1990 tak inhone apna pad sambhala. Ve duniya ke ekmatra Prime Minister hue jinhone lagbhag 3 dasak tak karyabhal sambhala. Bade astar par sudhar karke unhone Singapore ko duniya ke sheers arthvyostha mein samil kiya. Apko jaan kar hairani hogi ki 1960 mein par vyakti earning 500 dollar thi kintu aaj unke sudharo ke badaulat ab Singapore mein par vyakti earning 55,000 dollar hai.

•8/11/2016 ko 500 aur 1000 ke notes ka demonetisation hua.

•Sabse jyada pasandida motor cycle Hero hai.

•Chess was invented in India.




No comments:

Mivi Collar Flash Bluetooth Earphones. Fast Charging Wireless Earphones with mic, 24hrs Battery Life

https://amzn.to/3zRbxXu

Type..