07/04/2017

General Knowledge (G.K)


General Knowledge (G.K)

1)- Duniya ka sabse pahla computer mouse 1964 mein banaya gaya tha vo bhi lakdi ka.

2)-Kale rang ke logo ko kam dil ka daura padta hai.

3)- Agar hum makdi (spider) ko jalayenge to vah barood ki tarah phat jayegi.

4)- Abhi tak duniya mein koi bhi kutta 29 saal se jyada nahi jiya hai.

5)- School sabd Ancient time ke Greek word se liya gaya hai jiska matlab - khali samay hota hai.

6)- Jab hum jhooth bolte hain to hamari naak garam ho jati hai.

7)- Charge hote hue mobile ka use karne se uski battery kharab ho jati hai esliye charger ka taar chhota hota hai.

8)-Duniya mein har 60 aadmi par ek Ak-47 hai.

9)-Ek Hippopotamus apna muh 18 degree tak khol sakta hai.

10)- Paidal chalne ke kul samay mein lagbhag 10 pratishat samay mein hamari aankhein band rahti hain.




No comments:

Mivi Collar Flash Bluetooth Earphones. Fast Charging Wireless Earphones with mic, 24hrs Battery Life

https://amzn.to/3zRbxXu

Type..