1-Shani ke 62 upgrah hain.
2- Sarvadhik 67 upgraho wala grah vrihaspati hai.
3-Saurmandal ka sabse bada va bhari grah vrihaspati hai.
4-mangal grah ka akshiye jhukao 230
5-Mangal grah ka ghurran kaal 24hr 37mi 23sec hai.
6-Mangal grah ki surya se doori 22.8crore km hai.
7-Mangal grah ke Phogos-Domos 2 upgrah hain.
8-Raat mein Mangal grah laal dikhayi deta hai.
9-Shukra grah ka akshiye jhukao 30 hota hai.
10- Vayumandal ki sabse nichli prat ko kshobhmandal kahte hain.
11-Old faithful geesar u.s.a mein hai.
12-Vishwa ka sabse uncha pathar Tibbat ka Patharhai.
13-Vishwa ka sarvadhik sakriye uncha jwalamukhi Kotopaxy hai.
14-Sunami anta sagriye bhukam dwara utpann lahrein hain.
15-Mrit sagar jardan ghatyi mein esthit hai.
....................................................................
1-Vishwa mein anda utpadan mein bharat ka 5va asthan hai.
2-Pasuon dwara manav ahaar ke atirikt Kaccha maal jaise khalein,rakt,haddiyan , baal etc. bhi milte hain.
3-Desh ke Krishi utpadan mein pasupalan ka 30% yogdaan hai.
4-Benjoic acid dugdha parikshan hain.
5-Keseen yeom carotein tatha kuch hadh tak janthophil Gaye ke doodh ke pilepan ka karan hai.
6-Gaye ke doodh mein 4.418% colestrol payi jati hai jabki bhainsh ke doodh mein6.8% colestrol payi jati hai jise kheesh kaha jata hai hindi mein.
7-Bhadawari namak bhainsh ke doodh mein sarvadhik vasa payi jati hai.
8-Bhadawari bhainsh ke doodh mein 13% vasa payi jati hai.
9-Gaye ke doodh ka aapekshik ghanatva 1.018-1.036 tatha bhainsh ke doodh ka 1.018-1.038 hota hai.
10- Pasuon mein galghotu bimari Bacteria dwara phailti hai.
11-Bhartiye pashuchikatsa anusandhaan Ijjat nagar bareily u.p mein isthitt hai.
12-Dugadh jwar rog bhainsh mein paya jata jata hai.
13-straptokokas tatha staphilokokas jiwadu pasuon mein thanaila (maistaitis) rog ka karak hai.
14-Cow ke Milk mein pani ki matra 87.265 hoti hai.
15-Doodha ke paschurisation ka upyukt tapmaan va samay 1400f taap par 30 min ya 1600f par 15sec garam karna.
16-Pasuon ke badhiyakaran ki age 1.5-2year tak uchit hoti hai.
17-‘’operation flud’’ karyakaram ka sambandh Dugadha utpadan ki kranti se hai.
18-‘Operation flud’ ka sreye Do. Vargeej kurier ko diya gaya hai.
19- Tritiye panchvarsi yojna mein krishi koimportance di gayi thi.
20- Murra namak nasal ki bhainsh sabse adhik doodh deti hai 1500-2500/vyat.
21-Hariyana , mewati , aur shahival ye sab gaye ki pramukh nasle hain.
22-Pasuon mein bacteria dwara Galghotu,nimonia aur thanaila namak rog phailte hain.
23-Doodh mein Laipaje , emailaje ,aur laktage namak enjyme hote hain.
24-Uttar Pradesh mein Pt. Deen Dayal Upadhyay pashuchikitsa vigyan vishwavidyalaya yeom gao anusandhaan Mathura mein Esthit hai.
25-Bharat mein gaovansiye ki swadeshi nasle 27 tatha bhainsh ki swadeshi nsale 7 hain.
26-Desh mein central cattle breading forms Suratghad(Rahasthan), Chiplima yeom Sujankheda(Odisa), Dhaamroad(Gujraat), Haisarghatta-Bengluru(Karnataka), Almaadhi(Tamilnadu)aur Andesh nagar(uttar Pradesh) mein hain.
27-Kendriye bhed yeom wool anusandhaan Kendra Avika nagar (Rajasthan) mein hai.
28- Kendriye Bakri anusandhaan Sansthaan Makhdoom(Mathura) mein hai.
29-Kendriye BHains anusandhaan sansthaan Hisaar (Hariyana) mein Hai.
30-Kendriye Panchhi anusandhaan sansthaan Ijjatnagar(bareily) mein hai.
31-National dairy Vikas board ki asthapamna 13january 1970 Anand(Gujraat) mein hui.
32-Raastriye dairy anusandhaan sansthaan Karnaal(Hariyana) mein hai.
33-Gaye(Cow) ki desi jatiyan Hariyana,sahivaal,Sindhi,hisaar,khiri,malvi,kankatha aur Amritmahal hai.
34-Gaye ki Videsi jatiyan jarsi,holestain,phrijian,brown,swis aur Reddein hain.
35-Bhains ki pramukh nasle Murra,Bhadawari,Nili ,soorti,Mehsana aur naagpuri hain.
36-Sarvadhik dugdha utpadan murra bhains mein hoti hai.
37-Sarvadhik vasa ki matra Bhadawari bhains mein payi jati hai.
38- Pasuon mein raktheenta ka pramukh karan vitamin b12 ki kami hai.
39- Pasuon mein rataondhi vitamin A ki kami se hotihai.
40-Murgi ki desi nasle-Aseel,Chatgaon,ghaghas tatha videsi- New haimpsayer, Plymaath rock, Road ayerland hain.
41-Bhedon ki pramukh nasle Gurej,Karvaah, Bhadarvaah,Bikaneri, aur Lohi hain.
42-Pasuon mein rickets va Milk fever ka karan Vitamin D Ki kami tatha Calcium,phosopherus ki kami ke karan hoti hai.
43-Murgi mein Vitamin A ki kami se Crazy chik namak Raog hota hai.
44-Vitamin- K ko kogulation bhi kahte hain.
45-Bachhdon/Bachhidiyon mein magnesium tatva ki kami kami se Hole milktesi namak rog hoti hai.
46-Pasuon mein Goiter rog ka mukhya karan Iodine ki kami hai.
47-Pasuon ka chara ‘sailaje’ Makka , jwar aur barseem se banaya jata hai.
48-Hare chare ko raseeli awastha mein gadhhe mein dabakar surakshit rakhna ‘Sailaje’ kahlata hai.
49- ‘hey’ ke liye pramukh fasle-barseem, Lusarn, jaie, Lobia aur Soyabean hain.
50-Antiseptic-Borik acid , Iodine aisi ausadhiyan hain jo bacteria ke prabhav ko to rokti hain lekin use bilkul nahi khatam karti hain.
51-‘Eravikulam national park’ keral mein hai.
52-Kanchanjanghha national park Sikkim mein hai.53-‘Kalesar National Park Hariyana mein hai.
54-Oddisa rajya mein lagbhag 1100sq km. mein isthit ‘ Chilka vanyajeev centuary’ Panchhi ke liye prasiddh hai.
55- Hajaribagh national park Jharkhand mein hai.
56-Jammu aur Kashmir ke chaar national park mein se ek Dachigaam bhai hai.
57-Gujraat ka ‘Gir’ forest National Park Sher ke liye prasiddha hai.
58-Himachal Pradesh mein kul 14 national park hai.
59-Asam ke kul 4 national parks mein se ek Manas National park bhi hai.
60-Bilupt ke kagar par pahuch chuke jeev-jantuo ke bhruno ke sanrakshan 00 se 1900 c ke niche taapmano par dravya nitrojen mein kiya jata hai, jahan es prakaar ke bhruno ka sanrakshan kiya jata hai use jeen Bank kaha jata hai.
61-Panchhiyon ke liye prasiddha kwela dev nationalpark rajasthaan mein hai.
62-Samundri kachhuon ‘Aliv Ridly’ ke prajanan asathal va Mangrov ke adbhut jungle ke liye prasiddha Odisa ka Bhitarkanika National Park hai.
63-Odisa rajya ke teen national park mein se ek simlimpal hai.
64-‘Balmiki national park Bihar mein esthit hai.
65-Hathiyon aur Bagho ke sanrakshan ke liye keral rajya mein esthit ek raastriye udyaan ka naamkaran wahan ke nadi periyer ke naam se hai.
66-‘Buksa Tiger Reserve’ wala rajya Paschim Bangaal hai.
67-Jhaarkhand mein14 national park hain.
68-‘Phangpui blue mountain national park’ aur ‘ Marlin national park ‘ Mijoram rajya mein hai.
69-Kajiranga national park Asam state mein hai.
70-‘Great Himalayan national park’ Himachal Pradesh mein hai.
71-‘Chandoli national park’ Maharastra mein hai.
72-Jharkhand rajya mein esthit do national parks mein se ek Betla national park hai.
73-‘Anshi ntional park’ Karnataka mein hai.
74-Gaindo ke sanrakshan se sambandhit asam ka ek national park Kajiranga mein hai.
75-Emailaje 1-40 glukositic ka jal apghatan hotahai.
76- Keptem enjyme ki adhikta pashu ko thanaila rog se grasit karti hai.
77- Doodh ki nitrogen Lactometre se maapte hain.
78-Keseen ko 4.6 ph maan par aukshepit kar sakte hain
79- Samaanya doodh mein nitrogen ki maatra 1.5 % hoti hai.
80-Lactoje Diosakeride sharkra hai.
81-Doodh mein paye jane wale Prakritik Antioxident Vitamin-A,carotein , Laipaje hain.
82-vitamin A,D,E,K Vasa vileye hain.
83-Doodh ka ph 6.6 hpta hai.
84- Doodh mein pilapan carotein va janthophil pradaan karta hai.
85- Gaye ke doodh mein bhains ki apekshakrit vasa adhik hoti hai.
86- Manav doodh ka aapekashit ghantava 1.02 hota hai.
87-Manav milk mein 0.3% amlta hoti hai.
88-bakri ki doodh mein 68.9% pani ki maatra hotihai.
89-Rakainagain phinamina – Rakainagain ne pratipadit kiya jo ki 1883 mein diya gaya.
90-Bhains ki Bhadawari prajaati mein adhik doodh payi jati hai.
91-Sabse adhik vasa Bhend ke doodh mein payi jati hai.
92-Bhains ke doodh mein Lactoje , protein aur raakh ka anupaat 13:9:2 ka hota hai.
93-Manav doodh mein vasarahit thos padaarth ki maatra 6.64% hoti hai.
94-Doodh mein Sodium Chloride ki maatra 0.096% hoti Hai.
95-Keseen ke karan doodh khatta ho jata hai.
96-Sapreta doodh mein vasa ki matra 0.1% hoti hai.
97-Bakri ke doodh mein vasa ki matra 4.07% hoti hai.
98-Colestrol ka formula c27H45Oh hota hai.
99-1 Micron 1/1000 ml ke barabar hota hai.
100-Doodh mein upasthit vasa golikaon ka akar0.1-22micron hota hai.
xx
x